What is the right age to get married shaadi main itni dair kiun?
is video mein main baat krun ga shadi ke bare main .. i know nikah to sab karte hain par shadi ko itna latkaya kiun jata hai kiun her koi sochta hai pehle main ghar le loon apne paun pe khra ho jaun phir soch lein shadi ke bare main par shayed hmein is baat ka ahsas nahi ho rha hota ke wo jo period hota hai jis main yeh soch kar sakte the par hamne priority di apne paun pe khra hone ko usi period ka kitna bura asar hota hai ham pe hmari society pe islam is ke bare main kia kehta hai science kia kehti hai yeh hi btane ki koshish krun ga..
instagram: feelingless insan
#shaadi#islam#society

0 Comments